

Sound is option par aapko bohut sare background music milga jis ko aapne video par use kar sakte ho.Vdieo ke Start ya End par Intro dena chahati ho to is option ko istemal karke wo kar sakte ho.Transition option se aap video par acche se style ke Transition effect de sakte hai.PIP option se aap video par PIP effect add kar sakte ho.



To video edit karne ke liye aaj ham jo software use karne wale hai iska naam hai Wondershare Video Editor to chahiye dkehte hai isko use karke video edit kaise karte hai.Ĭomputer Par Video Editing Kaise Karte Hai Uski Jankari Hindi Meĭosto agar aap Youtube par video upload karke paisa kamana chate ho to aapko Pro type ke video upload karna hoga or iske liye video ko pahle ache se Edit karna hoga to chahiye video edit karna sikh lete hai. Video editing karne ke liye sabse accha software hai Adobe after effect lekin isko use karna thoda muskil hai, agar is software ko use karna chahate ho to aapko pahle adobe after effects sikhna hoga nahi to aap isko use nahi kar sakte, Lekin agar aap easy tarike se video ko edit karna chahate ho to adobe ke bina bhi bahut si software hai jisko istemal karke aap apne laptop computer par video editing kar sakte ho video par effect dal sakte ho, songs dalte ho, text dal sakte.
